Dil Chhin Ke Jata Hai Lyrics | Alibaba | Surendra Nath, Waheedan Bai | Anil Biswas

Dil Chhin Ke Jata Hai Lyrics | Alibaba | Surendra Nath, Waheedan Bai | Anil Biswas

??dil chhin ke jata hai
Dil chhin ke jata hai
O mast nazar wale
Kyun aankh churata hai
O mast nazar wale
Kyun aankh churata hai
Dil chhin ke jata hai
Dil chhin ke jata hai
O mast nazar wale
Kyun aankh churata hai
Dil chhin ke jata hai

Sharashare jawani hu
Sharashare jawani hu
Mai hath nahi lagti
Bahta huwa pani hu
Mai hath nahi lagti
Bahta huwa pani hu
Mai hath nahi lagti
Parwana mai tera hu
E nazo ada wali
Parwana mai tera hu
E nazo ada wali
Diwana mai tera hu
E nazo ada wali
Diwana mai tera hu
E nazo ada wali
Parawana mai tera hu
E nazo ada wali
Parawana mai tera hu

Kyun ho koyi diwana han
Kyun ho koyi diwana
Kab sama ye kahti hai
Kab sama ye kahti hai
Chahe mujhe parwana
Kab sama yeh kahti hai
Chahe mujhe parawana
Kab sama yeh kahti hai
Ab zulm na kar dilawar
Ab zulm na kar dilawar
Kash mai mar jau
Ab zulm na kar dilawar
Kash mai mar jau
Bas nam tera lekar
Kash mai mar jau
Bas nam tera lekar

MovieAlibaba
SingerSurendra Nath, Waheedan Bai
DirectorMehboob
Music ComposerAnil Biswas
LyricistAah Sitapuri
Star CastSurendra, Sardar Akhtar, Ghulam Mohammed, Wahidan, Shetty, Jagdish Kupal, Ishrat Jaan, Amirjaan

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *