( ) Dil Awaara (Title Track) Lyrics | Dil Awaara | Shaan

( ) Dil Awaara (Title Track) Lyrics | Dil Awaara | Shaan

Apni Hi Hasti Mein
Apni Hi Masti Mein
Koi Ashiyana Chahun Na
Khush Hoon Apni Basti Mein

Basti Mein Basti Mein
Basti Mein Basti Mein

Ab Chorh Chuke Hai Ghar
Ho Gya Hai Shuru Safar
Mujhey Mil Chuki Hai Manjil
Sapno Ki Kashti Mein

Kashti Mein Kashti Mein
Kashti Mein Kashti Mein

Mousmon Ki Tarah Main Badlta Hi Raha

Aawara Main Aawara
Na Kisi Ka Sahara
Na Kisi Ne Pukara
Main Chalta Hi Raha

Aawara Main Aawara
Na Kisi Ka Sahara
Na Kisi Ne Pukara
Main Chalta Hi Raha

Aawara Main Aawara
Aawara Main Aawara

Saari Hi Zindgi Mujhko Di Yeh Saza
Kyu Ki Thi Maine Zamaaney Ki Parwah
Najaane Aaya Kahaan Se Ab Yeh Housla
Khush Hun Main Aajkal Khushio Mein Gumshuda

Khushio Mein Gumshuda
Khushio Mein Gumshuda

Chal Diye Hain Hum Udhar
Lejaye Hawa Jidhar
Aashiq Hain Manzilon Ke
Raston Ka Na Koi Dar

Raston Ka Na Dar
Raston Ka
Raston Ka Na Dar

Khwaabon Ke Pinjre Mein
Dil Jalta Hi Raha

Aawara Main Aawara
Na Kisi Ka Sahara
Na Kisi Ne Pukara
Main Chalta Hi Raha

Aawara Main Aawara
Na Kisi Ka Sahara
Na Kisi Ne Pukara
Main Chalta Hi Raha

Aawara Main Aawaraa
Ho Oh Ho Oh
Aawara Main Aawara
Ho Oh Ho Oh

MovieDil Awaara
SingerShaan
DirectorSamar Singh Chauhan
Music ComposerNabz
LyricistYoungveer
Star CastMonica Sharma, Angad Hasija, Mintu Kapa, Aliya Hamidi
LabelWhite Hill Beats

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *