Dil Aana Aaur Prit Parayee Lyrics | Dil Apna Preet Parayee | Lata Mangeshkar | Shankar-Jaikishan

Dil aana aur prit parayee, kis ne hain yeh rit banayee
Aandhee me ek dip jalaya, aur panee me aag lagayee

Hai dard aisa ke sehna hain mushkil
Duniyawalo se kehna hain mushkil
Ghir ke aaya hain tufan aisa
Bach ke sahil peh rehna hain mushkil

Dil ko sanbhala naa daman bachaya
Failee jab aag tab hosh aaya
Gam ke mare pukare kise ham
Ham se bichhada hamara hee saya

MovieDil Apna Preet Parayee
SingerLata Mangeshkar
Music ComposerShankar-Jaikishan
LyricistShailendra

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *