Dhun Badalon Main Lyrics | Party Animals | Charan

Dhun Badalon Main Lyrics | Party Animals | Charan

Oh Meri Jaane Jaan Hua Mei Laapata
Toh Dhundlena Badalon Mein
Ye Dhun Badalon Mein

Mujhko Le Gaye Kahin Mere Armaan
Toh Cheen Lena Baarishon Se
Ye Dhun Badalon Mein

Banke Taara Raahein Dikhaana Yaara
Kaise Hoga Ye Tere Bina Guzaara
Dil Ke Samundar Ka Tu Bana Kinaara
Beh Jaaun Tujhme Chahe Dobaara

Tujhko Kehni Thi Ik Meri Dil Ki Baat
Par Khoya Hun Mei Khwaahishon Mei
Khoya Hun Khwaahishon Mei

Oh Meri Jaane Jaan Hua Mei Laapata
Toh Dhundlena Badalon Mein
Ye Dhun Badalon Mein

Ye Dhun Badalon Mein

Tere Hawaale Meri Har Manzil Yaara
Mujhko Sambhaale Tera Hi Chehra Pyaara
Aankhon Ke Aage Aajaye Woh Nazaara
Toot Jaayega Dil Bechaara

Chauraahe Pe Khade Hue The Hum Juda
Likha Tha Khat Aansuon Se
Haan Sacche Aashiqon Ne

Dhal Gayi Joh Shaam Toh Hona Na Khafa
Suraj Ke Inn Faaslon Se
Khwaabon Ke Daakhilon Se

Oh Meri Jaane Jaan Hua Mei Laapata
Toh Dhundlena Badalon Mein
Ye Dhun Badalon Mein

Mujhko Le Gayi Kahin Mere Armaan
Toh Cheen Lena Baarishon Se
Ye Dhun Badalon Mein

Ye Dhun Badalon Mein

MovieParty Animals
SingerCharan
DirectorRavi Chhabriya
Music ComposerCharan
LyricistCharan
Star CastArjun Tanwar, Jaanya Joshi
LabelSaregama Music

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *