Dhoom Pichak Dhoom Lyrics | Dhoom (Palash Sen) | Palash Sen | Palash Sen

Dhoom Pichak Dhoom Lyrics | Dhoom (Palash Sen) | Palash Sen | Palash Sen

Yaar meri dhadakan aa re
Chand ke hai sang sitare
Yaar meri dhadakan aa re
Chand ke hai sang sitare
Saath rahte hai ab sare mainn akela re
Khilkhilati hai ye nadiyan
Nadiyan mein ek naiya
Naiya ka main hu khebaiya
Kyon akela re
Ab aa bhi ja sabko bata
Kya tera mera nata re
Tum ho meri mainn tumhara
Chhota sa sansar hamara
Age jaane ram kya hoga
Kahta hai jo kahe zamana
Tera mera pyar purana
Aage jaane ram kya hoga
Kaise diya aur bati
Sare sukh dukh ke hum saathi
Bahke purvaiya hi gaati
Mainn tumhara re

Ho rat meri din hai tere
Tere aansu ab hai mere
Pyar ke honge savere
Na ghabrana re
Ab na sharma sab ko bata
Kya tera mera nata re
Tum ho meri mainn tumhara
Chhota sa sansar hamara
Age jaane ram kya hoga

Tohar bina majhi man nahi maane
Phire aisi jata marta se
Jatan kare rakhibo toke
Mor buker modhye
Majhi re
Aa bhi ja
Aa bhi ja
Saans meri pukare har din
Aa bhi ja
Na sata
Nahi jeena tere bin
Kyon ki tum ho meri mainn tumhara
Chhota sa sansar hamara
Aage jaane ram kya hoga
Kahta hai jo kahe zamana
Tera mera pyar purana
Aage jaane ram kya hoga
Aa bhi ja
Aa bhi ja
Aa bhi ja
Aa bhi ja
Kyon ki tum ho meri mainn tumhara
Chhota sa sansar hamara
Aage jaane ram kya hoga
Kahta hai jo kahe zamana
Tera mera pyar purana
Aage jaane ram kya hoga
Aage jaane ram kya hoga
Aage jaane ram kya hoga

MovieDhoom (Palash Sen)
SingerPalash Sen
Music ComposerPalash Sen
LyricistPalash Sen

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *