Dheema Dheema Hai Yaha Dhua Lyrics | Dheema Dheema | Rajkumar Sharma | Amitosh Sharma

Dheema Dheema Hai Yaha Dhua Lyrics | Dheema Dheema | Rajkumar Sharma | Amitosh Sharma

Dheema dheema hai yahan dhuaan
Jindagi ki jal rahi shama
Dheema dheema hai yahan dhuaan
Jindagi ki jal rahi shama
Tu mujhko ye bata de humsafar
Main jindgi ko dhundu ab kahan
Main jindgi ko dhundu ab kahan
Dheema dheema hai yahan dhuaan

Tanhaaiyon ki shaam hai magar
Wo kah rahi hai sath mere chal
Tanhaaiyon ki shaam hai magar
Wo kah rahi hai sath mere chal
Tu mujhko ye bata de rahgujar
Main sath tere jaaun ab kahan
Main jindgi ko dhundu ab kahan
Dheema dheema hai yahan dhuaan

Hai manjilo pe dard ki shahar
Hai saamne savero ka nagar
Hai manjilo pe dard ki shahar
Hai saamne savero ka nagar
Tu mujhko ye bata de humsafar
Kaise manjilo ke dhundu main nisha
Main jindgi ko dhundu ab kahan
Dheema dheema hai yahan dhuaan
Jindagi ki jal rahi shama
Tu mujhko ye bata de humsafar
Main jindgi ko dhundu ab kahan
Main jindgi ko dhundu ab kahan
Dheema dheema hai yahan dhuaan

MovieDheema Dheema
SingerRajkumar Sharma
Music ComposerAmitosh Sharma
LyricistRajkumar Sharma

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *