Deva Ho Deva Gali Gali Me Lyrics | Ilaaka (1989) | Asha Bhosle, Kishore Kumar | Nadeem-Shravan

(Deva ho deva gali gali me
Tere nam ka hai shor) – (2)
Hum bhi pukare kab hogi
Deva teri najar hamari or
Om nam ganeshay om nam ganeshay – 2

Deva ho deva gali gali me
Tere nam ka hai shor
Hum bhi pukare kab hogi
Deva teri najar hamari or
Om nam ganeshay om nam ganeshay – 2

Sabse bada tu har devta se
Pahle hai tera nam
Har dukh mitaye bigdi banaye
Aaye tu sabke kam
Aaye hai hamare tere dware
Tujhse badi aas lagaye
Teri dua se deva sab sapne pure ho jaye

Apne sapne honge pure – 2
Aisa bhi din kabhi aayega
Deva ho deva gali gali me
Tere nam ka hai shor
Hum bhi pukare kab hogi
Deva teri najar hamari or

Man me rahe tu man me base tu
Jane tu man ki bat
Milna bichadna banna bigadna
Sab kuch hai tere hath
Tere ye khel nirale
Yaha koi samjha na paye
Jane yaha anjane kya anhoni ho jaye

Dekhe tu sabko teri najar se – 2
Bachke kaha koi jayega
Deva ho deva gali gali me
Tere nam ka hai shor
Hum bhi pukare kab hogi
Deva teri najar hamari or
Om nam ganeshay om nam ganeshay – 2

Is dharti par pap na ho
Koi dukh santap na ho
Jiwan me sat karm kare
Palan apna dharam kare
Jab koi anyay kare tu hi uska nyay kare
Tu hi uska nyay kare

MovieIlaaka (1989)
SingerAsha Bhosle, Kishore Kumar
Music ComposerNadeem-Shravan
LyricistAnjaan

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *