Dekho Jara Dekho Kya Hai Ladkee Lyrics | Hulchul | Kunal Ganjawala, Udit Narayan | Vidyasagar

Dekho Jara Dekho Kya Hai Ladkee Lyrics | Hulchul | Kunal Ganjawala, Udit Narayan | Vidyasagar

Wapas aayi ganv se gujariya
Mile naa isse iske sawariya
Laye nahi lali chunariya
Milega isse kaun sanwariya
Dekho jara dekho kya hai ladki
Puchho jara puchho kyon hai bhadaki
Dekho jara dekho kya hai ladki
Dekho jara dekho kya hai ladki
Puchho jara puchho kyon hai bhadaki
Dekho jara dekho kya hai ladki
Kitna akadti hai
Kyon sabse ladati hai
Lagati hai koyi bala
Dekho jara dekho kya hai ladki
Puchho jara puchho kyon hai bhadaki
Dekho jara dekho kya hai ladki

Iski adaye katilana
Iski nigahe aashiqana
Dil pe mere bijali gire
Jab lehra ke chalati hai

College me sabko tarsaye
Yeh naa kisike hath aaye
Yeh hai koyi jwalamukhi
Gusse me aag ugalti hai
Rang gora gora ang mastana
Yeh toh hur hai
Chadhti jawani husn ke nashe me
Yeh toh chur hai
Yaro jara keh do isse
Aise naa tewar yeh dikhlaye
Dekho jara dekho kya hai ladki
Puchho jara puchho kyon hai bhadaki
Dekho jara dekho kya hai ladki

Iske khayalo ko sajaye
Koyi shehjada dhundh laye
Gam ki hai yeh mari huyi
Isko bana de koyi dulhan

Rehati hai jane kyu akeli
Lagati hai yeh toh ek paheli
Koyi yaha jaye nahi
Jane hai iski kya uljhan
Ise samjhao koyi toh batao
Yeh hai josh me
Koyi naa milega akeli hi rahegi
Aaye hosh me
Aisa naa ho sari umar
Yuhi kuwari yeh reh jaye
Dekho jara dekho kya hai ladki
Puchho jara puchho kyon hai bhadaki
Dekho jara dekho kya hai ladki
Kitna akadti hai
Kyon sabse ladati hai
Lagati hai koyi bala

MovieHulchul
SingerKunal Ganjawala, Udit Narayan
DirectorPriyadarshan
Music ComposerVidyasagar
LyricistSameer
Star CastAkshaye Khanna, Suniel Shetty, Jackie Shroff, Kareena Kapoor, Paresh Rawal, Arbaaz Khan, Arshad Warsi, Farah, Amrish Puri, Deep Dhillon, Akhilendra Mishra, Manoj Joshi, Shakti Kapoor, Upasna Singh, Laxmi, Mumait Khan, Zubein Khan, Babu Rao, Asrani

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *