Dekhiye Aap Humein Lyrics | Rajkumar Sooraj | Suman Kalyanpur, Mohammed Rafi | Iqbal Qureshi

Dekhiye Aap Humein Lyrics | Rajkumar Sooraj | Suman Kalyanpur, Mohammed Rafi | Iqbal Qureshi

Dekhiye aap humein dekhiye aap humein is tarah na dekha kije
Dekhiye aap humein is tarah na dekha kije
Aap bhi mere khayalo me na aaya kije
Aap bhi mere khayalo me na aaya kije
Dekhiye aap humein is tarah na dekha kije

Aankho hi aankho me jadu sa jaga dete ho
Aankho hi aankho me aankho hi aankho me jadu sa jaga dete ho
Dil me khamosh sa tufaan uttha dete ho
Is tarah se na is tarah se na meri duniya pe chaya kije
Dekhiye aap humein is tarah na dekha kije

Ye damkata hua chehra ye machalti zulfen
Ye damkata hua ye damkata hua chehra ye machalti zulfen
Nashe me dubi huyi haaye ye bojhil palke
Aap aise na aap aise na mere hosh udaya kije
Dekhiye aap humein is tarah na dekha kije

MovieRajkumar Sooraj
SingerSuman Kalyanpur, Mohammed Rafi
Music ComposerIqbal Qureshi
LyricistSaba Fazli

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *