Dekhi Hai Jab Se Teri Yeh Ankhe Lyrics | Naya Rasta | Chitragupt, Shamshad Begum | Chitragupt

Dekhi Hai Jab Se Teri Yeh Ankhe Lyrics | Naya Rasta | Chitragupt, Shamshad Begum | Chitragupt

Dekhi hai jab se teri ye aankhe
Aankhe ladana chhod diya
Dekhi hai jab se teri ye aankhe
Aankhe ladana chhod diya
Aankhe ladana sadko pe jana
Chasma lagana chhod diya

Ae ji dekhi hai jab se najare tumhari
Najare churana chhod diya
Dekhi hai jab se najare tumhari
Najare churana chhod diya
Najare churana tum se lajana
Mukhda chhupana chhod diya
Dekhi hai jab se teri ye aankhe
Aankhe ladana chhod diya

Hum bhi hai raji kaji bhi raji
Kheli hai aisi mohabbat ki baji
Dekho me jana paise gawana
Ghode bhagana chhod diya
Ae ji dekhi hai jab se najare tumhari
Najare churana chhod diya

Dil kitna nache utna hi kam hai
Feshion ki duniya me pahla kadam hai
Roke me jana roti pakana
Belan chalana chhod diya
Dekhi hai jab se teri ye aankhe
Aankhe ladana chhod diya

Ae ji chhod diya chhod diya
Ae ji tod diya tod diya
Ae jab se base tum naino me mere
Suram lagana chhhod diya
Ho dekhi hai jab se surat tumhari
Dinwa me jana chhod diya
Dab se sune hai tere ye gane
Filmo ka gana chhod diya
Jab se mili teri mithi mohabbat
Choklet ka khana chhod diya
Ae ji dekhi hai jab se najare tumhari
Dekhi hai jab se teri ye aankhe
Najare churana aankhe ladana chhod diya

MovieNaya Rasta
SingerChitragupt, Shamshad Begum
DirectorJayant Desai
Music ComposerChitragupt
LyricistRaja Mehdi Ali Khan
Star CastManhar Desai, Krishna Kumari, Nirupa Roy, Bipin Gupta

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *