Dekhe Meri Aankhon Mein Jo Lyrics  | Main Aur Charles | Randeep Hooda, Adil Hussain | Saba Azad | Aditya Trivedi

Dekhe Meri Aankhon Mein Jo Lyrics | Main Aur Charles | Randeep Hooda, Adil Hussain | Saba Azad | Aditya Trivedi

Jaan ho meri jaan kyun ho khafa
Mere dil ki sun aawaaz
Sun le ab khul jaayenge raaz

Dekhe meri aankhon mein jo
Chadh jaaye nasha
Nazrein mila ke dekh
Jaan paas aake dekh
Jaam dhoondhta hai tu kya

Ghum raaton ke o shehzaade
Ghum tera pataa
Farzi taank jhank mein
Ye murjhi si talaash mein
Shikaar dhoondhta hai tu kya

Sham hai paheli ye raat ajnabi si
Chhayi bechainiyaan
Jaan bhi akeli koi thaam le hatheli
Kyun ye betaabiyaan

Dekhe meri aankhon mein jo
Chadh jaaye nasha
Nazrein mila ke dekh
Jaan paas aake dekh
Jaam dhoondhta hai tu kya

Khamoshiyan bhi ye teri bayaan kare kahaani
Behki si, behti si, shamein jo thi ruhaani

Sham hai paheli ye raat ajnabi si
Chhayi bechainiyaan
Jaan bhi akeli koi thaam le hatheli
Kyun ye betaabiyaan

Dekhe meri aankhon mein jo
Chadh jaaye nasha
Nazrein mila ke dekh
Jaan paas aake dekh
Jaam dhoondhta hai tu kya

Ghum raaton ke o shehzaade
Ghum tera pataa
Farzi taank jhank mein
Ye murjhi si talaash mein
Shikaar dhoondhta hai tu kya

Dekhe meri aankhon mein jo
Chadh jaaye nasha
Nazrein mila ke dekh
Jaan paas aake dekh
Jaam dhoondhta hai tu kya.

MovieMain Aur Charles
SingerSaba Azad
DirectorPrawaal Raman
Music ComposerAditya Trivedi
LyricistKartik Chaudhry
Star CastRandeep Hooda, Adil Hussain, Richa Chadda, Tisca Chopra, Alexx O'Nell
LabelT-Series

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *