(Dekh kar meri taraf
Khamosh ho jana jara) – (2)
Mai fasana jab kahu
Aasu na bhar lana jara
Mai fasana jab kahu
Jab mai dekhuga safina dubane ko hai mera – 2
Mai tumhe aawaj dunga tum chale aana jara – 2
Mai tumhe aawaj dunga
Dubne vale ko mushkil or bhi ho jaye gi – 2
Aise aalam me kahi tum bhi aa na jana jara – 2
Aise aalam me kahi
Fir meri kasti nazar aane lagi sahil ke pas – 2
Koi tufano ko fir jakar bula lana jara – 2
Koi tufano ko fir
Kapti awaj me jab mai khuda aafis kahu – 2
Aa bhi jaye aankh me aasu to pi jana jara – 2
Aa bhi jaye aankh
Jaqat ke aadi hai hum ashak pi jayege hum – 2
Hai mulasif samane se tum bhi hat jana jara – 2
Hai mulasif samane se
| Movie | Qawwali Ki Raat |
| Singer | Mohammad Rafi, Mubarak Begum |
| Music Composer | Iqbal Qureshi |
| Lyricist | Shewan Rizvi |