Deewano Ko Pata Hai Lyrics | Kehtaa Hai Dil Baar Baar | Udit Narayan, Sadhana Sargam | Jatin Lalit

Deewano Ko Pata Hai Lyrics | Kehtaa Hai Dil Baar Baar | Udit Narayan, Sadhana Sargam | Jatin Lalit

Deewano ko pata hai ye ishq to nasha hai
Milti hai bechaini isme
Din katta na mere yaar
Tere bina ek pal na rahna
Kahta hai dil baar baar
Tu hai meri aakhri tamanna
Tu hai mera pahla pyaar
Deewano ko pata hai

Ek madhoshi shaam-o-shahar hai
Teri mohabbat ka ye asar hai
Yaad teri aati hai tanhaayi gaati hai
Ye bekhudi koi jaane na
Tere bina ek pal na rahna
Kahta hai dil baar baar
Tu hai meri aakhri tamanna
Tu hai mera pahla pyaar
Deewano ko pata hai

Khushbu teri hai in saanso mein
Sapne tere hai in aankhon mein
Rang tera chalka hai
Hosh nahin kal ka hai
Maane koi chaahe maane na
Tere bina ek pal na rahna
Kahta hai dil baar baar
Tu hai meri aakhri tamanna
Tu hai mera pahla pyaar
Deewano ko pata hai ye ishq to nasha hai
Milti hai bechaini isme
Din katta na mere yaar
Tere bina ek pal na rahna
Kahta hai dil baar baar
Tu hai meri aakhri tamanna
Tu hai mera pahla pyaar
Deewano ko pata hai

MovieKehtaa Hai Dil Baar Baar
SingerUdit Narayan, Sadhana Sargam
DirectorRahul Dholakia
Music ComposerJatin Lalit
LyricistSameer
Star CastParesh Rawal, Jimmy Sheirgill, Kim Sharma, Johny Lever, Neena Kulkarni, Parzun Dastur, Amneek Sandhu, Tirlok Malik, Dinesh Hingoo, Ranjeet

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *