Deewangi Ab Na Kam Ho Lyrics | Khap | Shaan, Shreya Ghoshal | Annujj Kappoo

Deewangi Ab Na Kam Ho Lyrics | Khap | Shaan, Shreya Ghoshal | Annujj Kappoo

Diwangi ab na kam ho
Ye aashiqi kam na ho
Ye bekhudi ab na kam ho
Ab ye khushi kam na ho

Ho ab nahi hai dhua
Khul gaya sama
Ho gaya hai jawaa ab nashila sama
Yaad ab na karo kal ki woh dastaa
Ab na dhoondo yaha kal ke bite nisha
Diwangi ab na kam ho
Ye aashiqi kam na ho
Kam na ho

Humko manzil mili humko saahil mila
Zindagi me chala pyar ka silsila
Tumne ye kya kaha humne ye kya suna
Phir dhadakane laga jhoom kar ye jiya
Gham ka sooraj dhala
Phool man ka khila
Mit gaya faasla ab raha na gila
Diwangi ab na kam ho
Ye aashiqi kam na ho
Kam na ho
Diwangi ab na kam ho
Ye aashiqi kam na ho
Ye bekhudi ab na kam ho
Ab ye khushi kam na ho

Ye raat ki tanhaiya chhayi hai madhoshiya
Sun lo zara kehti hai kya chupke se khamoshiya
Tum ho mere humsafar jivan ke har mod par
Jayenge ab hum kaha daaman tera chhod kar
Diwangi ab na kam ho
Ye aashiqi kam na ho
Ye bekhudi ab na kam ho
Ab ye khushi kam na ho

MovieKhap
SingerShaan, Shreya Ghoshal
DirectorAjai Sinha
Music ComposerAnnujj Kappoo
LyricistYogesh
Star CastManoj Pahwa, Alok Nath, Uvika Chaudhary, Shammi, Mohnish Bahl, Anuradha Patel, Om Puri, Sarrtaj, Govind Namdev

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *