Main aashiqui
Main bekhudi
Mera naam hai deewaangi
Hey
Oh ho ho ho
Hey yeah
Oh oh
Hey yeah
Oh
Main aashiqui
Main bekhudi
Mera naam hai deewaangi
Jisne mujhe dekha yahan
Dil thaamke usne kahan
Tu hi to hai
Tu hi to hai meri zindagi
Tu hi to hai deewaangi
Mujh mein hain itni khoobiyaan
Ab khud karoon main kya baya
Har dil ki main betaabiyaan
Main chaand hoon
Main chaandni
Mera naam hai deewaangi
Deewaangi
| Movie | Deewangee |
| Singer | Sunidhi Chauhan |
| Director | Anees Bazmee |
| Music Composer | Ismail Darbar |
| Lyricist | Nusrat Badr, Salim Bijnori |
| Star Cast | Ajay Devgn, Akshaye Khanna, Urmila Matondkar, Farida Jalal, Tiku Talsania, Suhasini Mulay, Seema Biswas, Vijayendra Ghatge, Nirmal Pandey, Tanaz Currim, Suresh Oberoi, Rana Jung Bahadur, Mohan Kapoor, Anil Nagrath, Nishigandha Wad, Madan Joshi, Neelam Kot |

