Deewana Mujhsa Nahin Lyrics | Deewana Mujhsa Nahin | Kavita Krishnamurthy, Udit Narayan | Anand-Milind

O jane jana jara ruk jana, tune mujhe jana nahee
Sab kuchh kehna magar yeh naa kehna, kee mere piche aana nahee
Tere piche aaunga mai apna banaunga, jayegee bachke kaha

Divana mujsa nahee – (2)

Gussa teraa jhuta sanam sacha meraa pyar hei (2)
Aankho mai hei chahat meree hoton peh inkar hei
Baho mai aajao, chodo bhee naa naa naa

O jane jana jara ruk jana, tune mujhe jana nahee
Sab kuchh kehna magar yeh naa kehna, kee mere piche aana nahee
Tere piche aaunga mai apna banaunga, jayegee bachke kaha

Sanse meree ruk jatee hai, balkake jab too chale – (2)
Jee kaa kasam aisa lage, panee mai shola jale
Tan meraa jalta hai, udtha hai hawa aa aa aa………

O jane jana, jara ruk jana tune mujhe jana nahee
Sab kuchh kehna magar yeh naa kehna, kee mere piche aana nahee
Tere piche aaunga mai, apna banaunga

MovieDeewana Mujhsa Nahin
SingerKavita Krishnamurthy, Udit Narayan
Music ComposerAnand-Milind

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *