Deewana Dil Bekaraar Tha Lyrics | Bol Radha Bol | Alka Yagnik, Abhijeet | Anand Milind

Deewana dil beqarar tha jiska mujhe intezaar tha

Woh aa gaya
Woh aa gaya
Woh aa gaya
Woh aa gaya
Main aashiq hun deewana hun shamma ka main parwana hun

Bechain thi main har ghadi raaton ko soyi nahi
Deewanagi badhati gayi khwaabon mein khoyi nahi

Baaton hi baaton mein mera dil tune liya
Ho aankhon hi aankhon mein jaadu kya tune kiya
Meri toh saanson mein bas tu hai dilruba ha ha ha
Deewana dil beqarar tha jiska mujhe intezaar tha
Deewana dil beqarar tha jiska mujhe intezaar tha
Woh aa gaya
Woh aa gaya
Woh aa gaya
Woh aa gaya
Main aashiq hun deewana hun shamma ka main parwana hun
Main aashiq hun deewana hun shamma ka main parwana hun

Dekha nahi pehle kabhi aaisa sama jaan-e-jaan
Koi nahi jaane sanam iss pyar ki dastaan

Main teri tu mera begana hai yeh jahaan
Ho deewane sun le tu yeh meri dil ki zubaan
Dhadkan mein bas jaaun aa paas mere tu aa aa aa
Deewana dil beqarar tha jiska mujhe intezaar tha
Deewana dil beqarar tha jiska mujhe intezaar tha
Woh aa gaya
Woh aa gaya
Woh aa gaya
Woh aa gaya
Main aashiq hun deewana hun shamma ka main parwana hun
Main aashiq hun deewana hun shamma ka main parwana hun

MovieBol Radha Bol
SingerAlka Yagnik, Abhijeet
DirectorDavid Dhawan
Music ComposerAnand Milind
LyricistSameer
Star CastRishi Kapoor, Juhi Chawla, Mohnish Behl, Kader Khan, Shakti Kapoor, Kiran Kumar, Alok Nath, Sushma Seth, Harish Patel, Jagdish Raaj, Vikas Anand, Aroon Bakshi, Suresh Bhagwat, Birbal, Darshan, Kamal Deep, Javed Khan, Shashi Kiran, Yunus Parvez, Rajendra N

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *