Dasht-E-Dil Mein Lyrics | Bolti Aankhon Key Naam | Kamran Hasan | Kamran Hasan | Mehdi Hassan

Dasht-e-dil mein adh khile
Maasum si kaliyon ke naam
Dasht-e-dil mein adh khile
Maasum si kaliyon ke naam
Ek ghazal do muskurati
Ek ghazal do muskurati
Bolti aankhon ke naam
Dasht-e-dil mein adh khile
Maasum si kaliyon ke naam

Jaa raha hain raasta
Kis simt aur ye kis taraf
Jaa raha hain raasta
Kis simt aur ye kis taraf
Mujhko kya ke ho gaya hoon
Main teri yaadon ke naam
Mujhko kya ke ho gaya hoon
Main teri yaadon ke naam
Ek ghazal do muskurati
Ek ghazal do muskurati
Bolti aankhon ke naam
Dasht-e-dil mein adh khile
Maasum si kaliyon ke naam

Naam ko mere abhi jo
Khushbooe pehna gaya
Naam ko mere abhi jo
Khushbooe pehna gaya
Mujh chaman ke phool
Uske shabnami hotho ke naam
Mujh chaman ke phool
Uske shabnami hotho ke naam
Ek ghazal do muskurati
Ek ghazal do muskurati
Bolti aankhon ke naam
Dasht-e-dil mein adh khile
Maasum si kaliyon ke naam

Sochkar shezaad usko
Tere din ki dhadkane
Sochkar shezaad usko
Tere din ki dhadkane
Jo machal uthti hain
Saari sokh umeedon ke naam
Jo machal uthti hain
Saari sokh umeedon ke naam
Ek ghazal do muskurati
Ek ghazal do muskurati
Bolti aankhon ke naam
Dasht-e-dil mein adh khile
Maasum si kaliyon ke naam.

MovieBolti Aankhon Key Naam
SingerKamran Hasan
Music ComposerMehdi Hassan
Star CastKamran Hasan
LabelSaregama

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *