Darshan huye tihaare saajan
Jaage bhaag hamaare
Darshan huye tihaare saajan
Jaage bhaag hamaare
Rang daalaa mohe prem rang mein
Umang umang hai ang ang mein
Rang daalaa mohe prem rang mein
Umang umang hai ang ang mein
Cheet mein basat ab nainaa tihaare
Pyaare pyaare ati nyaare saajan
Cheet mein basat ab nainaa tihaare
Pyaare pyaare ati nyaare saajan
Jaage bhaag hamaare
Darshan huye tihaare saajan
Jaage bhaag hamaare
Aankhon ke aaj saamne
Aankhon kaa chaand hai
Aawaaz deke aaj teraa
Chaand mand hai
Bhool rahe hain sitaare
Bhool rahe hain sitaare
Bhool rahe hain sitaare
Bhool rahe hain sitaare.
| Movie | Vidyapati |
| Singer | Pahadi Sanyal |
| Director | Debki Bose |
| Music Composer | Rai Chand Boral |
| Lyricist | Kidar Nath Sharma (Kedar Sharma) |
| Star Cast | Pahadi Sanyal, Durgadas Bannerjee, Chhaya Devi, Kanan Devi, Krishna Chandra Dey, Leela Desai, Prithviraj Kapoor, Amar Mullick, K.N. Singh, Devbala, Nemo, Ahi Sanyal, Kidar Nath Sharma |
| Label | Saregama |

