Daro Deewar Pe Hasrat Se Lyrics  | Kahan Gaye Woh Log | Bhupinder Singh | Bhupinder Singh | Bhupinder Singh

Daro Deewar Pe Hasrat Se Lyrics | Kahan Gaye Woh Log | Bhupinder Singh | Bhupinder Singh | Bhupinder Singh

Daro deewar pe
Shakle si banane aaye
Daro deewar pe
Shakle si banane aaye
Phir ye barish meri
Tanhayi churane aayi
Daro deewar pe
Shakle si banane aaye
Phir ye barish meri
Tanhayi churane aayi
Daro deewar pe
Shakle si banane aaye

Maine jab pahle pahal
Apna watan choda tha
Maine jab pahle pahal
Apna watan choda tha
Dur tak mujhko ek
Aawaz bulane aayi
Dur tak mujhko ek
Aawaz bulane aayi
Phir ye barish  meri
Tanhayi churane aayi
Daro deewar pe
Shakle si banane aaye

Aaj kal phir dile barbad
Ki bate hai wahi
Aaj kal phir dile barbad
Ki bate hai wahi
Hum to samjhe the ke
Kuch akal thikane aayi
Hum to samjhe the ke
Kuch akal thikane aayi
Phir ye barish meri
Tanhayi churane aayi
Daro deewar pe
Shakle si banane aayi

Dil me aahat si huyi rooh
Mein dastak gunji
Dil me aahat si huyi rooh
Mein dastak gunji
Kiski khusbu ye mujhe
Mere sirhane aayi
Kiski khusbu ye mujhe
Mere sirhane aayi
Phir ye barish meri
Tanhayi churane aayi
Daro deewar pe
Shakle si banane aayi.

MovieKahan Gaye Woh Log
SingerBhupinder Singh
Music ComposerBhupinder Singh
Star CastBhupinder Singh
LabelSaregama

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *