Dard Ka Pata Lyrics  | Gandhigiri | Brijesh Karniwal, Dolly Chawala | Mohammad Irfan, Sam | Sahil Rayyan

Dard Ka Pata Lyrics | Gandhigiri | Brijesh Karniwal, Dolly Chawala | Mohammad Irfan, Sam | Sahil Rayyan

Dard ka pata hi na raha,
Gum hua main tujhmein iss tarah,
Dard ka pata hi na raha,
Gum hua main tujhmein iss tarah,

Ankhein apni jab main band karun,
Ankhein apni jab main band karun,
Bas tujhe hi dekhta raha,

Dard ka pata hi na raha,
Gum hua main tujhmein iss tarah,

Hasraton ka kya jo nahi mila,
Harf ki tarah main jisse padha,
Main jisse padha,

Waqt jaane kab guzar gaya,
Darbadar main dhoondta raha,
Ankhein apni jab main band karun,
Bas tujhe hi dekhta raha,

Dard ka pata hi na raha,
Gum hua main tujhmein iss tarah.

MovieGandhigiri
SingerMohammad Irfan, Sam
DirectorSanoj Mishra
Music ComposerSahil Rayyan
LyricistSalim Ashfee
Star CastBrijesh Karniwal, Dolly Chawala, Ravi Singh, Ram Sujan Singh, Meghna Haldar, Rishi Bhutani, Anupam Shyam, Mukesh Tiwari, Sanjay Mishra, Om Puri
LabelT-Series

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *