Dard Apnaataa Hai Paraaye Kaun Lyrics | Silsilay (album) | Jagjit Singh

Dard Apnaataa Hai Paraaye Kaun Lyrics | Silsilay (album) | Jagjit Singh

??dard apnaataa hai paraaye kaun
Dard apnaataa hai paraaye kaun
Kaun sunta hai aur sunaye kaun
Dard apnaataa hai paraaye kaun

Kaun dohraaye purani baaten
Kaun dohraaye purani baaten
Gam abhi soya hai jagaye kaun
Gam abhi soya hai jagaye kaun
Gam abhi soya hai jagaye kaun

Wo jo apne hain kya wo apne hain
Wo jo apne hain kya wo apne hain
Kaun dukh jhele aazmaye kaun
Kaun dukh jhele aazmaye kaun
Kaun dukh jhele aazmaye kaun

Ab sukun hai tu bhulne me hai
Ab sukun hai tu bhulne me hai
Lekin us shakhas ko bhulaye kaun
Lekin us shakhas ko bhulaye kaun
Dard apnaata hai paraaye kaun

Aaj phir dil hai kuch udaas udaas
Aaj phir dil hai kuch udaas udaas
Dekhiye aaj yaad aaye kaun
Dekhiye aaj yaad aaye kaun
Dard apnaataa hai paraaye kaun
Kaun sunta hai aur sunaye kaun

MovieSilsilay (album)
SingerJagjit Singh

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *