Daman Ko Hath Se Wo Chhuda Kar Chale Gaye Lyrics | Kasam | Sajjad Hussain

Daman Ko Hath Se Wo Chhuda Kar Chale Gaye Lyrics | Kasam | Sajjad Hussain

Daman ko hath se wo chhuda kar chale gaye
Daman ko hath se wo chhuda kar chale gaye
Duniya meri ummido ki dhaa kar chale gaye

Tanhayiyo mein kaun sahar le diya gam hai
Tanhayiyo mein kaun sahar le diya gam hai
Aansu bhi dil ka khun baha kar chale gaye
Daman ko hath se wo chhuda kar chale gaye

Kis aasre pe kate koi jindgi ke din
Kis aasre pe kate koi jindgi ke din
Har aasre ko jab wo mita kar chale gaye
Daman ko hath se wo chhuda kar chale gaye

Aana na tha na wo aaye kisi tarah
Aana na tha na wo aaye kisi tarah
Aansu hajar aaye aur aakar chale gaye
Daman ko hath se wo chhuda kar chale gaye

MovieKasam
Music ComposerSajjad Hussain
LyricistHameed Hyderabadi

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *