Dal Gaya Aasha Ka Sooraj Lyrics | Bhishma Pratigya | Asha Bhosle | S K Pal

Dal Gaya Aasha Ka Sooraj Lyrics | Bhishma Pratigya | Asha Bhosle | S K Pal

Dhal gaya aasha ka suraj dhal gaya
Dhal gaya aasha ka suraj
Jiwan jyoti bhujh gayi
Bhujh gayi bhujh gayi
Aankho me aansu rah gaye
Ek jalti nishani pyar ki pyar ki
Dhal gaya aasha ka suraj dhal gaya

Jiwan me aaya tha basant
Ek pal ko ek xn ke liye
Patjhad fir aisa aa gaya
Ek bhor udasi chha gayi chha gayi
Dhal gaya aasha ka suraj dhal gaya

Kitne sunhare sapno ke
Kitni suhani nind thi
Aaye nahi fir laut ke
Wo din mere rate meri rate meri
Dhal gaya aasha ka suraj dhal gaya

Sujhe na koi rasta
Jau kidhar jau kaha
Sujhe na koi rasta
Jau kidhar jau kaha
Charo dishao me aag lagi hai
Charo dishao me aag hai
Meri disha jalti hui jalti hui
Dhal gaya aasha ka suraj
Jiwan jyoti bhujh gayi
Bhuj gayi bhuj gayi
Dhal gaya aaha ka seraj dhal gaya

MovieBhishma Pratigya
SingerAsha Bhosle
DirectorVasant Painter
Music ComposerS K Pal
LyricistManohar Khanna
Star CastShahu Modak, Nargis Dutt, Mahipal, Nibalkar, Purnima Razi, Kumar, H Prakash, Misra

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *