Daddy Yaad Aate Hain Lyrics  | Pyar Ke Do Pal | Mithun Chakraborty, Jayapradha | Kavita Krishnamurthy | Anu Malik

Daddy Yaad Aate Hain Lyrics | Pyar Ke Do Pal | Mithun Chakraborty, Jayapradha | Kavita Krishnamurthy | Anu Malik

Waise daddy bahut
Hamko pyar karte hain
Phir bhi na jane kyun
Mummy yaad aati hain
O mummy yaad aati hain
Bahut yaad aati hain
Ha mummy yaad aati hain
Bahut yaad aati hain

Waise mummy bahur
Hamko pyar karte hain
Phir bhi na jane kyun
Daddy yad aate hain
Daddy yaad aate ha
Bahut yaad aate hain
Daddy yaad aate hain
Bahut yaad aate hain

Kho gayi tu kaha mummy ki loriya
Raat din mummy ki god mein khelna
Dil nahi bhulta pyara wo bachpana
Daddy ka dantna wo mera ruthna
Leke phir god mein pyar se chumna
Tham ke ungliya sara din ghumna
Bat hi bat mein sara ghum bhulna
Waise daddy bahut
Hamko pyar karte hain
Phir bhi na jane kyun
Mummy yaad aati hain
O mummy yaad aati hain
Bahut yaad aati hain
Ha mummy yaad aati hain
Bahut yaad aati hain

Kya pata ho tum kaha bhul kya ho gayi
Jab mile daddy to mummy kyun kho gayi
Chhod kar tu mujhe door kyun ho gayi
Ek khushi jo mili dusri kho gayi
Mummy hain daddy hain dolo hain to yaha
Jane kyun ho gayi dono mein duriya
Kyun milata nahin mujhe phir yaha
Waise mummy bahur
Hamko pyar karte hain
Phir bhi na jane kyun
Daddy yaad aate hain
Daddy yaad aate hain
Bahut yaad aate hain
Daddy yaad aate hain
Bahut yaad aate hain

Aa meri god mein
Chain se so bhi ja
Bhul ke sare ghum
Sapno mein kho bhi ja.

MoviePyar Ke Do Pal
SingerKavita Krishnamurthy
DirectorRajiv Mehra
Music ComposerAnu Malik
LyricistAnjaan
Star CastMithun Chakraborty, Jayapradha, Simple Kapadia, Krishan Dhawan, Jagdeep, Tiku Talsania, Anjan Srivastav, Lalita Pawar
LabelT-Series

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *