Daata Di Diwani, Tusaral Mil Gaavo Lyrics | Youngistaan | Shiraz Uppal, Rafaqat Ali Khan | Shiraz Uppal

Daata Di Diwani, Tusaral Mil Gaavo Lyrics | Youngistaan | Shiraz Uppal, Rafaqat Ali Khan | Shiraz Uppal

Ganj bakhsh faiz e aalam mazhae noor e khuda
Na kasara peer e kaabe na kasara peer e kaabe
Kamila ra ranuma

Ganj bakhsh
Ganj bakhsh ganj bakhsh faiz e aalam
Ganj bakhsh
Ganj bakhsh ganj bakhsh faiz e aalam
Diwani
Ganj bakhsh teri diwani
Ganj bakhsh faiz e aalam

Daata di diwani main data di deewani main
Tusaral mil gaavo tusaral mil gaavo
Daata di diwani main daata di
Main toh diwani hui main toh diwani hui
Daata

Wo naksh jo gehra tha wo khaak mein hai kam kyun
Ik saans ke aane se ik saans gai tham kyun
Nagari mein teri daata yeh ranj ka aalam kyun
Nagari mein teri daata yeh ranj ka aalam kyun
Yeh ranj ka aalam kyun
Dharti k badan par hai shatranj ka aalam kyun
Daata di diwani main daata di diwani main
Tusaral mil gaavo daata
Ganj bakhsh
Ganj bakhsh ganj bakhsh faiz e aalam
Ganj bakhsh
Ganj bakhsh ganj bakhsh faiz e aalam

Ghons ko tab sab te thyon sadke
Ghons ko tab sab te thyon sadke
Te thyon sadke
Raahoon ko badal dalein aahon mein asar to hai
Banti hai bigadti hai takdeer magar to hai
Sagar mein kahin apni koi ek lahar to hai
Sagar mein kahin apni koi ek lahar to hai
Koi ek lahar to hai
Wo shab jo nahin kat ti uski bhi sahar to hai
Daata di diwani main data di deewani main
Tusaral mil gaavo tusaral mil gaavo
Tusaral mil gaavo tusaral mil gaavo

Tere dar aaya
Dilbar aaya sun aye meri daata piya
Tere dar aaya
Dilbar aaya sun aye meri daata piya
Tere dar aaya
Dilbar aaya sun aye meri daata piya
Tere dar aaya
Dilbar aaya sun aye meri daata piya
Tere dar aaya
Dilbar aaya sun aye meri daata piya

MovieYoungistaan
SingerShiraz Uppal, Rafaqat Ali Khan
DirectorSyed Ahmad Afzal
Music ComposerShiraz Uppal
LyricistShakeel Sohail
Star CastJackky Bhagnani, Neha Sharma, Farooq Sheikh, Boman Irani, Kayoze Irani, Meeta Vasisht

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *