Chudiyan Paylein Na Bajaya Karo Lyrics | Mehboob Mere | Anwar, Anuradha Paudwal | Anwar

Chudiyan Paylein Na Bajaya Karo Lyrics | Mehboob Mere | Anwar, Anuradha Paudwal | Anwar

Chudiyan payale na bajaya karo
Chudiyan payale na bajaya karo
Jab bhi milna ho chupke se aaya karo
Jab bhi milna ho chupke se aaya karo
Jab kisi ko bhi apna banaya karo
Jab kisi ko bhi apna banaya karo
Phir zamane ka darr bhul jaaya karo
Phir zamane ka darr bhul jaaya karo
Chudiyan payale na bajaya karo

Pyaar hain ye koi dillagi to nahi
Pyaar hain ye koi dillagi to nahi
Dillagi to nahi
Itna darr hain to dil na lagaya karo
Itna darr hain to dil na lagaya karo
Jab kisi ko bhi apna banaya karo
Phir zamane ka darr bhul jaaya karo
Phir zamane ka darr bhul jaaya karo
Chudiyan payale na bajaya karo

Mastiyaan shokhiyan aur badh jaayegi
Mastiyaan shokhiyan aur badh jaayegi
Badh jaayegi
Yu na aankhon mein kaajal lagaya karo
Yu na aankhon mein kaajal lagaya karo
Chudiyan payale na bajaya karo
Jab bhi milna ho chupke se aaya karo
Jab bhi milna ho chupke se aaya karo
Chudiyan payale na bajaya karo

Shaam ko tum na jaane kahan ruk gaye
Shaam ko tum na jaane kahan ruk gaye
Kahan ruk gaye
Kam se kam wada karke nibhaya karo
Kam se kam wada karke nibhaya karo
Jab kisi ko bhi apna banaya karo
Jab kisi ko bhi apna banaya karo
Phir zamane ka darr bhul jaaya karo
Phir zamane ka darr bhul jaaya karo
Chudiyan payale na bajaya karo
Chudiyan payale na bajaya karo
Jab bhi milna ho chupke se aaya karo
Jab bhi milna ho chupke se aaya karo
Chudiyan payale na bajaya karo

MovieMehboob Mere
SingerAnwar, Anuradha Paudwal
Music ComposerAnwar
LyricistEkhlas

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *