Chori chori meri gali aana hai bura
Aayeja
Aake bina baat kiye jaana hai bura
Aayeja
Chori chori meri gali aana hai bura
Aayeja
Aake bina baat kiye jaana hai bura
Aayeja
Achchhe nahi yeh ishaare
Pedon tale chhup chhupaake
Aao na do baatein kar le
Najaron se najare milaake
Din hai pyaar ke mauj bahaar ke
Din hai pyaar ke mauj bahaar ke
Dekho bhole bhaale
Ji ko tarsaana hai bura
Chori chori meri gali aana hai bura
Aayeja
Aake bina baat kiye jaana hai bura
Aayeja
Dil aa gaya hai toh pyare badnaam hone ka darr kya
Ishq aur wafa ki gali mein
Duniya ki ghum ka gujar kya
Din hai pyaar ke mauj bahaar ke
Din hai pyaar ke mauj bahaar ke
Dekho bhole bhaale ji ko tarsaana hai bura
Chori chori meri gali aana hai bura
Aayeja
Aake bina baat kiye jaana hai bura
Aayeja
Din hai pyaar ke
Mauj bahaar ke
Din hai pyaar ke
Mauj bahaar ke
Dekho bhole bhaale
Ji ko tarsaana hai bura
Chori chori meri gali aana hai bura
Aayeja
Aake bina baat kiye jaana hai bura
Aayeja
Chori chori meri gali aana hai bura
Aayeja
Aake bina baat kiye jaana hai bura
Aayeja
| Movie | Jaal |
| Singer | Lata Mangeshkar |
| Director | Guru Dutt |
| Music Composer | Sachin Dev Burman |
| Lyricist | Sahir Ludhianvi |
| Star Cast | Dev Anand, Geeta Bali, K N Singh, Purnima Razi, Ram Singh, Johny Walker, Krishna Kumari, Rashid Khan, Raj Khosla |

