Chod Baabul Ka Ghar-part3 Lyrics  | Babul | Dilip Kumar, Nargis | Mohammad Rafi, Talat Mahmood | Naushad

Chod Baabul Ka Ghar-part3 Lyrics | Babul | Dilip Kumar, Nargis | Mohammad Rafi, Talat Mahmood | Naushad

Ta : chod baabul ka ghar, mohe pee ke nagar
Aaj jaana pada
Ho
Aaj jaana pada

Pehan ulfat ka gehna dulhan main bani
Dola aaya piya ka sakhi main chali
Ye tha jhootha nagar, isliye chod kar,
Mohe jaana pada
O
Aaj jaana pada

Cho : aa

Ra : aao saajan khade hain duwaar
Lene ko aaye kahaar
Doli mein ho ja sawaar

MovieBabul
SingerMohammad Rafi, Talat Mahmood
Music ComposerNaushad
LyricistShakeel Badayuni
Star CastDilip Kumar, Nargis
LabelSaregama

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *