Chhote chhote pairon ke tale raste bade ho
Nanhe se kandhon pe kyun ye baste bade hai
Apni saari khwaaishein
Lambi si farmaayishein
Apni saari khwaaishein
Lambi si farmaayishein
Inko jina sikhlaane pe hum kyun aade hain

Ye bhale hai naadaan par hai kisi se anjaane nahi
Jitne bhi shaitaan hai dekho to bhagwaan bhi hai yahi
Aankhon ki badmashiya
Hontho ki gustakhiya
Aankhon ki badmashiya
Hontho ki gustakhiya
Inka bachpan chhudwaane pe hum kyun aade hai
Chhote chhote pairon ke tale raste bade ho
Nanhe se kandhon pe kyun ye baste bade hai
Apni saari khwaaishein
Lambi si farmaayishein
Apni saari khwaaishein
Lambi si farmaayishein
Inko jina sikhlaane pe hum kyun aade hain
Khwaab hai ye hamaare ye kal ke hai sahaare ji nahi
Chale manjile ye apni
Jiye sapne apne liye kyun nahi
Kaagaz ki ye kashtiyaan jinko deti mastiyaan
Kaagaz ki ye kashtiyaan jinko deti mastiyaan
Unko dariya mein tairaane par kyun aade hai
Chhote chhote pairon ke tale raste bade ho
Nanhe se kandhon pe kyun ye baste bade hai
Apni saari khwaaishein
Lambi si farmaayishein
Apni saari khwaaishein
Lambi si farmaayishein
Inko jina sikhlaane pe hum kyun aade hain
| Movie | Aamras |
| Singer | Kailash Kher |
| Director | Rupali Guha |
| Music Composer | Tabun Sutradhar |
| Lyricist | Subrat Sinha |
| Star Cast | Vega Tamotia, Ntasha Bhardwaj, Maanvi Gagroo, Anchal Sabharwal, Ajay Singh Choudhury, Vikram Kapadia, Usha Bachani, Bharat Kapadia, Sonali Sachdev, Zarina Wahab, Manoj Pahwa, Sunil Sinha, Sukanya Kulkarni, Ashish Roy, Reema Lagoo, Vineet Sharma, Shubhi Me |