Chhota Sa Saajan Lyrics  | Vivah | Shahid Kapoor, Amrita Rao | Aparnaa Bhaagwa, Suresh Wadkar | Ravindra Jain

Chhota Sa Saajan Lyrics | Vivah | Shahid Kapoor, Amrita Rao | Aparnaa Bhaagwa, Suresh Wadkar | Ravindra Jain

Chhota sa saa saajan nanhisi dulhan
Doli saji hui dwaar khadi hai
Doli saji hui dwaar khadi hai
Jis ka vivaah rachaya jaaye
Beti kahaa abhi itani badi hai
Beti kahaa abhi itani badi hai
Aaj hi le jaayegaa widaa kar
Aaj hi le jaayegaa widaa kar
Dulhe ne ye jeed pakadi hai
Beti puchhe babul se are
Bhejane ki kya jaldi padi hai
Beti puchhe babul se are
Bhejane ki kya jaldi padi hai.

MovieVivah
SingerAparnaa Bhaagwa, Suresh Wadkar
DirectorSooraj R. Barjatya
Music ComposerRavindra Jain
LyricistRavindra Jain
Star CastShahid Kapoor, Amrita Rao, Anupam Kher, Alok Nath
LabelSaregama

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *