Chhore ki bate mithi chhuri hai
Chhore ki lekin aadat buri hai
Chhore ki aankhe sharabi hai inme nasha bhi ke dil bole
Chhore ki bate mithi chhuri hai
Chhore ki lekin aadat buri hai
Chhore ki bate mithi chhuri hai
Chhore ki lekin aadat buri hai
Chhore ki aankhe sharabi hai inme nasha bhi ke dil bole
Gori gori gori gori baahe teri hai
Jo chori chori chori chori dekhu inhe main to
Gora gora gora gora rang tera bhi hai
Chhora chhora chhora chhora tu to jawa bhi hai
Ab duriya kaisi majburiya kaisi
Tere hi hatho me hai mera har faisla re
Ye dil de diya re ke dil bole
Chhori ki baate mithi chhuri hai
Chhori ki lekin aadat buri hai
Chhori ki aankhe sharabi hai inme nasha bhi ke dil bole
Khoya khoya khoya khoya mera deewana hai
Soya soya soya soya sara jamana hai
Khoya khoya khoya khoya tera deewana hai
Soya soya soya soya sara jamana hai
Julfe jo khul jaye
Suraj bhi ghul jaye
Chhu karke mujhko to sagar bhi dhul jaye sare
Tu dil ko bacha re ye dil bole
Chhori ki bate mithi chhuri hai
Chhori ki lekin aadat buri hai
Chhori ki aankhe sharabi hai inme nasha bhi ke dil bole
Chhore ki bate mithi chhuri hai
Chhore ki lekin aadat buri hai
Chhore ki aankhe sharabi hai inme nasha bhi ke dil bole
| Movie | Fight Club |
| Singer | Shweta Pandit, Amit Kumar |
| Director | Vicky Chopra |
| Music Composer | Pritam Chakraborty |
| Lyricist | Mayur Puri |
| Star Cast | Suniel Shetty, Sohail Khan, Zayed Khan, Riteish Deshmukh, Dino Morea, Ashmit Patel, Ashish Chowdhry, Rahul Dev, Yash Tonk, Dia Mirza, Neha Dhupia, Amrita Arora, Kulbhushan Kharbanda, Murli Sharma, Kamal Chopra, Adi Irani, Puneet Vashist, Shahzaad, Dolly B |

