Chehra Tumhara Dil Mein Lyrics  | Love Is Life | Udit Narayan | Udit Narayan | Anand Shrivastav, Milind Shrivastav

Chehra Tumhara Dil Mein Lyrics | Love Is Life | Udit Narayan | Udit Narayan | Anand Shrivastav, Milind Shrivastav

Chehra tumhara dil mein
Jis din se utar gaya aa
Chehra tumhara dil mein
Jis din se utar gaya
Yun lagta zindagi ka
Har lamha sanwar gaya
Chehra tumhara dil mein
Jis din se utar gaya
Chehra tumhara dil mein
Jis din se utar gaya aa
Yun lagta zindagi ka
Har lamha sanwar gaya
Chehra tumhara dil mein

Tum leke aaye chahate
Mere dil ki raah mein
Sadiyon ka pyaar mil gaya
Teri ek nigahon mein
Tum leke aaye chahate
Mere dil ki raah mein
Sadiyon ka pyaar mil gaya
Teri ek nigahon mein
Paaya tumhein to paayi
Aur ik zindagi
Paaya tumhein to paayi
Aur ik zindagi
Tanhaai thi jis mein
Woh mausam gujar gaya
Tanhaai thi jis mein
Woh mausam gujar gaya
Yun lagta zindagi ka
Har lamha sanwar gaya
Chehra tumhara dil mein

Deewana ho raha hoon main
Tumhein dekh dekh kar
Dil par khumaar chha raha
Meri jaan is kadar
Deewana ho raha hoon main
Tumhein dekh dekh kar
Dil par khumaar chha raha
Meri jaan is kadar
Ab main jahan bhi dekhu
Aate ho tum nazar
Ab main jahan bhi dekhu
Aate ho tum nazar
Keetana haseen manzar
Aankhon mein taher gaya
Keetana haseen manzar
Aankhon mein taher gaya
Yun lagta zindagi ka
Har lamha sanwar gaya
Chehra tumhara dil mein
Jis din se utar gaya aa

Chehra tumhara dil mein
Jis din se utar gaya aa
Yun lagta zindagi ka
Har lamha sanwar gaya
Chehra tumhara dil mein.

MovieLove Is Life
SingerUdit Narayan
Music ComposerAnand Shrivastav, Milind Shrivastav
LyricistFaaiz Anwar
Star CastUdit Narayan
LabelWings Music

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *