Chayi Ghata Ghanaghor Gagan Me Lyrics | Ghulami | Renuka Devi | S K Pal

Chayi Ghata Ghanaghor Gagan Me Lyrics | Ghulami | Renuka Devi | S K Pal

Chayi ghata ghanghor gagan me
Chayi ghata ghanghor gagan me
Charo taraf andhiyara
Dagmag dole naav bhanvar me
Dagmag dole naav bhanvar me
Puchhat nahi kinara
Charo taraf andhiyara
Chayi ghata ghanghor gagan me
Charo taraf andhiyara
Aur nahi ab koi sahara
Aur nahi ab koi sahara
Tu hi hai rakhwala
Jaye kanha tu hi bata ab
Jag me koun humara
Charo taraf andhiyara
Chayi ghata ghanghor gagan me
Charo taraf andhiyara

Dukhiyaro ko raah dikha de
Dukhiyaro ko raah dikha de
Tera ek sahara
Aaj ka prabhu deep jala de
Aaj ka prabhu deep jala de
Jagmag ho jag sara
Jagmag ho jag sara
Charo taraf andhiyara
Chayi ghata ghanghor gagan me
Charo taraf andhiyara
Kaale badal hat jaye
Kaale badal hat jaye
Aur mit jaye dukh sara
Nikle sukh ka pran prabhu
Nikle sukh ka pran prabhu
Ab ho jaye ujiyara
Ab ho jaye ujiyara
Ho jaye ujiyara
Ho jaye ujiyara
Charo taraf andhiyara
Chayi ghata ghanghor gagan me
Chayi ghata ghanghor gagan me
Charo taraf andhiyara

MovieGhulami
SingerRenuka Devi
Music ComposerS K Pal
LyricistBharat Vyas
Star CastDavid Abraham, Mumtaz Begum, Renuka Devi, Masood, Bharat Vyas

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *