Chandni Tu Hain Kahan Lyrics  | Faasle | Sunil Dutt, Rekha | Kishore Kumar, Lata Mangeshkar | Hariprasad Chaurasia, Shivkumar Sharma

Chandni Tu Hain Kahan Lyrics | Faasle | Sunil Dutt, Rekha | Kishore Kumar, Lata Mangeshkar | Hariprasad Chaurasia, Shivkumar Sharma

Chandani tu hain kahan
Chandani tu hain kahan
Maine tere liye
Kya kya sapne bune
Tuhi bata kuch to bata
Kaise hua ye kya hua
Maine tere liye
Kya kya sapne bune
Tuhi bata kuch to bata
Kaise hua ye kya hua
Maine tere liye

Mere dil mein tu raha hain
Mere dil mein tu rahega
Mai tumko bhul jau
Kabhi ye na ho sakega
Ye to socha na tha
Milke honge juda
Kaise hua ye kyu hua
Tuhi bata kuch to bata
Maine tere liye

Mere bas mein kutch nahin tha
Mere bas mein kutch nahin hain
Mein tujse phir milungi
Mere dil ko ye yakin hain
Chandani tu hain kahan
Chandani tu hain kahan
Chandani tu hain kahan
Chandani tu hain kahan.

MovieFaasle
SingerKishore Kumar, Lata Mangeshkar
DirectorYash Chopra
Music ComposerHariprasad Chaurasia, Shivkumar Sharma
LyricistShahryar (Akhlaq Mohammed Khan)
Star CastSunil Dutt, Rekha, Farha, Rohan Kapoor
LabelSaregama

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *