Chandni Raat Masti Me Dooba Lyrics | Sher-e-baghdad | Geeta Dutt | Jimmy

Chandni Raat Masti Me Dooba Lyrics | Sher-e-baghdad | Geeta Dutt | Jimmy

Masti me dooba saara jahaan
Dil ne pukara tu hai kaha
Aa bhi ja bewafa
Haye chandani raat chandani raat
Chandani raat hai
Chandani raat chandani raat
Chandani raat hai

Chand ki barkha ras ke fawarey
Chand ki barkha ras ke fawarey
Phulo ki sezoon pe soyi bhaare
Tujhko mahobbat ki kasam aaja sanam
Masti me dooba saara jahaan
Shamma milega aisa kaha aa bhi ja bewafa
Haye chandani raat chandani raat
Chandani raat hai
Chandani raat chandani raat
Chandani raat hai

Sitaaro ki mahfil kahi aur sajaaye
Sitaaro ki mahfil kahi aur sajaaye
Bahaaro ki basti kahi ud naa jaaye
Tujhko mahobbat ki kasam aaja sanam
Masti me dooba saara jahaan
Dil ne pukara tu hai kaha
Aa bhi ja bewafa
Haye chandani raat chandani raat
Chandani raat hai
Chandani raat chandani raat
Chandani raat hai
Chandani raat chandani raat
Chandani raat hai
Chandani raat chandani raat
Chandani raat hai

MovieSher-e-baghdad
SingerGeeta Dutt
DirectorOm Sonak
Music ComposerJimmy
LyricistJimmy
Star CastMahipal Nigar, Sultana, Hiralal, Helen

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *