Chandi Ka Chhalla Lyrics | Dil Kahin Hosh Kahin (Album) | Alka Yagnik | Aadesh Shrivastava

Chandi Ka Chhalla Lyrics | Dil Kahin Hosh Kahin (Album) | Alka Yagnik | Aadesh Shrivastava

Dulhan ka dulha aaya pyar banke
Dildaar banke
Dil mein ujala jaaga pyar banke
Dildaar banke

Chandi ka challa haaye chandi ka challa
Chandi ka challa haaye chandi ka challa

Chhori ki ungli mein jab se kasa hain
Dhinchak dhin dhin ta dhinak dhin
Chhoro ke dil mein ye challa fasa hain
Dhinchak dhin dhin
Ha chhori ki ungli mein jab se kasa hain
Chhoro ke dil mein ye challa fasa hain
Udham machaye saara mohalla haaye
Chandi ka challa haaye chandi ka challa
Haaye more allah chaandi ka challa
Chhori ki ungli mein jab se kasa hain
Chhoro ke dil mein ye challa fasa hain
Udham machaye saara mohalla haaye
Chandi ka challa haaye chandi ka challa
Haaye more allah chaandi ka challa
Chhori ki ungli mein jab se kasa hain
Chhoro ke dil mein ye challa fasa hain
Udham machaye saara mohalla haaye
Chandi ka challa haaye chandi ka challa
Haaye more allah chaandi ka challa

Madira ke pyalo se naina nashile
Naina nashile banno ke naina nashile
Ha dekhe to rasta na chhode hathile
Rasta na chhode hathile
Baar baar dhalke duppate ka palla
Are re re chandi ka challa
Chandi ka challa haay chandi ka challa
Chhori ki ungli mein jab se kasa hain
Dhinchak dhin dhin ta dhinak dhin
Chhoro ke dil mein ye challa fasa hain
Dhinchak dhin dhin
Chhori ki ungli mein jab se kasa hain
Chhoro ke dil mein ye challa fasa hain
Udham machaye saara mohalla haaye
Chandi ka challa haaye chandi ka challa
Haaye more allah chaandi ka challa

Najo ki paali dulhaniya hamaari
Dulhaniya hamaari ha dulhaniya hamaari
Banno hai apni hazaro pe bhaari
Banno hazaro pe bhaari
Aaj dulha ji ki nahi khair salla
Ha ha chaandi ka challa
Chaandi ka challa haay chaandi ka challa
Chhori ki ungli mein jab se kasa hain
Dhinchak dhin dhin ta dhinak dhin
Chhoro ke dil mein ye challa fasa hain
Dhinchak dhin dhin
Chhori ki ungli mein jab se kasa hain
Chhoro ke dil mein ye challa fasa hain
Udham machaye saara mohalla haaye
Chandi ka challa haaye chandi ka challa
Haaye more allah chaandi ka challa
Chhori ki ungli mein jab se kasa hain
Chhoro ke dil mein ye challa fasa hain
Udham machaye saara mohalla haaye
Chandi ka challa haaye chandi ka challa
Chandi ka challa haaye chandi ka challa
Chandi ka challa haaye chandi ka challa
Chandi ka challa haaye chandi ka challa
Chandi ka challa haaye chandi ka challa
Chandi ka challa haaye chandi ka challa
Chandi ka challa haaye chandi ka challa

MovieDil Kahin Hosh Kahin (Album)
SingerAlka Yagnik
Music ComposerAadesh Shrivastava
LyricistNida Fazli

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *