Chanda Ki Sundarta Lyrics  | Hanuman Vijay | Ashish Kumar, Kanan Kaushal | Suman Kalyanpur | Ajay, Vishwanath

Chanda Ki Sundarta Lyrics | Hanuman Vijay | Ashish Kumar, Kanan Kaushal | Suman Kalyanpur | Ajay, Vishwanath

Chanda ki sundrata
Chandan ki sheetalta
Phulo ki komalta
Mere sajan me hai
Chanda ki sundrata
Chandan ki sheetalta
Phulo ki komalta
Mere sajan me hai
Sakhi kon hai vo
Kya naam hai
Kya nam ve
Mere jigar me jinka
Dham jinka dham
Ram hai unka naam
Chanda ki sundrata
Chandan ki sheetalta
Phulo ki komalta
Mere sajan me hai

Jis jogi ki bani jogan
Jag se vo nirala hai
Mathe jata danush
Kade mukhda bola bala hai
Haye daiya oye kisne tera
Haye daiya kisne
Tera luth liya aaram
Mere jigar me jinka
Dham jinka dham
Ram hai unka naam
Chanda ki sundrata
Chandan ki sheetalta
Phulo ki komalta
Mere sajan me hai

Jab se lagan lagi unse
Tan man nahi mera apna
Ang se mujhe lagayenge
Dekha sakhi yahi sapna
O gori chori o gori chori
Mere jigar me jinka
Dham jinka dham
Ram hai unka naam
Chanda ki sundrata
Chandan ki sheetalta
Phulo ki komalta
Mere sajan me hai.

MovieHanuman Vijay
SingerSuman Kalyanpur
DirectorBabubhai Mistri
Music ComposerAjay, Vishwanath
LyricistMadan Bharati
Star CastAshish Kumar, Kanan Kaushal, Asha Potdar, Manhar Desai
LabelSaregama

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *