Chanda Ki Sundarta Chandan Ki Sheetalata Lyrics | Hanuman Vijay | Suman Kalyanpur | Ajay, Vishwanath

Chanda Ki Sundarta Chandan Ki Sheetalata Lyrics | Hanuman Vijay | Suman Kalyanpur | Ajay, Vishwanath

Chanda ki sundrata chandan ki sheetalta
Phulo ki komalta mere sajan me hai
Chanda ki sundrata chandan ki sheetalta
Phulo ki komalta mere sajan me hai
Sakhi kon hai vo kya naam hai kya nam ve
Mere jigar me jinka dham jinka dham ram hai unka naam
Chanda ki sundrata chandan ki sheetalta
Phulo ki komalta mere sajan me hai

Jis jogi ki bani jogan jag se vo nirala hai
Mathe jata dhanush kade mukhda bola bala hai
Haye daiya oye kisne tera
Haye daiya kisne tera luth liya aaram
Mere jigar me jinka dham jinka dham ram hai unka naam
Chanda ki sundrata chandan ki sheetalta
Phulo ki komalta mere sajan me hai

Jab se lagan lagi unse tan man nahi mera apna
Ang se mujhe lagayenge dekha sakhi yahi sapna
O gori chori o gori chori kiska baat liya kaam
Mere jigar me jinka dham jinka dham ram hai unka naam
Chanda ki sundrata chandan ki sheetalta
Phulo ki komalta mere sajan me hai

MovieHanuman Vijay
SingerSuman Kalyanpur
DirectorBabubhai Mistri
Music ComposerAjay, Vishwanath
LyricistMadan Bharti
Star CastAshish Kumar, Kanan Kaushal, Asha Potdar, Manhar Desai

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *