Chand Wahi Hai Lyrics | U R My Jaan | Javed Ali, Shreya Ghoshal | Sanjeev-Darshan

Chand wahi hai raat alag hai wahi sawan barasat alag hai
Phul wahi hai khushboo juda hai manjara kya ye mera khuda hai
Kya ye jadu payr ka hai – 4
Chand wahi hai raat alag hai wahi sawan barasat alag hai

Na bekarari na to nasha tha pehale nahi kuch aisa huva tha
Awaragi hai diwana pan hai bechan itana kyun aaj mann hai
Kya ye jadu payr ka hai – 4
Chand wahi hai raat alag hai wahi sawan barasat alag hai

Rahee gunn hai main chal rahi hoon
Saraditon main bhi main jal rahi hoon
Hone laga hai badala mujh main
Koi kashish hai janeja tujh mein
Kya ye jadu payr ka hai – 4
Chand wahi hai raat alag hai wahi sawan barasat alag hai ho

MovieU R My Jaan
SingerJaved Ali, Shreya Ghoshal
Music ComposerSanjeev-Darshan
LyricistSameer

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *