Chand Kya Hai Lyrics | Dhamkee | Kishore Kumar, Asha Bhosle | Ganesh

Chand Kya Hai Lyrics | Dhamkee | Kishore Kumar, Asha Bhosle | Ganesh

Chand kya hai rup ka darpan
Are rup kya hai preet ka angan
Preet kya hai dil ki dhadkan
Chand kya hai rup ka darpan
Are rup kya hai preet ka angan
Preet kya hai dil ki dhadkan

Jab se tum sang preet lagai
Jab se tum sang preet lagai
Hamko ek pal nind na aayi
Rani ho rani meri nas nas le angadayi
Du mai sari raat duhai raja ho raja
Kaho na raat ki sari kahani
Raat kya hai nind ki chilman
Nind kya hai hosh ki dusman
Hosh kya hai diwanapan
Chand kya hai rup ka darpan
Are rup kya hai preet ka angan
Preet kya hai dil ki dhadkan

Raat ko apna chand pyara
Ho raat ko apna chand pyara
Mujhko pyara pyar tumhara
Raja ho raja sagar ki hai jaan kinara
Meri jan hai pyar tumhara
Rani ho rani
Aji hum jante hai tum batao
Jaan kya hai saans ka bandhan
Saans kya hai aas ka jiwan
Aas kya hai chand si dulhan
Chand kya hai rup ka darpan
Are rup kya hai preet ka angan
Preet kya hai dil ki dhadkan
Chand kya arey rup kya
Are preet kya are dhadkan kya

MovieDhamkee
SingerKishore Kumar, Asha Bhosle
DirectorParvez, Kalpataru
Music ComposerGanesh
LyricistAsad Bhopali
Star CastVinod Khanna, Kumkum, Yogita Bali, Ranjeet, Helen, Subhash Ghai, Bela Bose, Imtiaz Khan, Jay Shree T, Meena T

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *