Chand Chamka Hai Lyrics  | Mu-Kar-Rar | Pankaj Udhas | Pankaj Udhas | Pankaj Udhas

Chand Chamka Hai Lyrics | Mu-Kar-Rar | Pankaj Udhas | Pankaj Udhas | Pankaj Udhas

Chand chamka hai chandni ke liye
Chand chamka hai chandni ke liye
Ye bhi jeena huaa kisi ke liye
Chand chamka hai

Bandh aankhein karo gale bhi milo
Bandh aankhein karo gale bhi milo
Mot aayi hain zindagi ke liye
Chand chamka hai

Kis ke aansu gire kafan pe mere
Kis ke aansu gire kafan pe mere
Kaun roya hain ajnabee ke liye
Chand chamka hai

Mere dushman hi jaante hain ye
Mere dushman hi jaante hain ye
Kitna tarsa hoon dosti ke liye
Chand chamka hai chandni ke liye
Chand chamka hai chandni ke liye
Ye bhi jeena huaa kisi ke liye
Chand chamka hai
Chand chamka hai
Chand chamka hai.

MovieMu-Kar-Rar
SingerPankaj Udhas
Music ComposerPankaj Udhas
Star CastPankaj Udhas
LabelUniversal Music

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *