Chaliye Ji Bewafa Hai Hum Lyrics | Aankh Micholi (1962) | Lata Mangeshkar | Chitragupta Shrivastava

(Chaliye ji bewafa hai
Hum nazre churane wale
Tum bhi to kam nahi
Babu dil ke lagane wale) – (2)

(Dhadkan pe tera hi hath nahi
Lakho hai ekta ki bat nahi) – (2)
Tum hi nahi milte
Yahi sare zamane wale
Chaliye ji bewafa hai
Hum nazre churane wale
Tum bhi to kam nahi
Babu dil ke lagane wale

(Jo kal tha chalta hai zor wahi
Hoye apni mehfil ka taur wahi) – (2)
Chal bhi diye aa bhi
Gaye bate banane wale
Chaliye ji bewafa hai
Hum nazre churane wale
Tum bhi to kam nahi
Babu dil ke lagane wale

(Chahat se milta hai koi kaha
Dil jode aisa hai kon yaha) – (2)
Jidhar chale humko
Mile thokar lagane wale
(Chaliye ji bewafa hai
Hum nazre churane wale
Tum bhi to kam nahi
Babu dil ke lagane wale) – (2)

MovieAankh Micholi (1962)
SingerLata Mangeshkar
Music ComposerChitragupta Shrivastava
LyricistMajrooh Sultanpuri

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *