Chalao na naino se baan re
Jaan lelo na jaan re – 2
Chalao na naino se baan re – 2
Jaan lelo na jaan re – 2
Kahin nikal na jaaye – 4
Humri body se – 3 praan re
Humri body se praan re
Shaamil na ho – 4
Humra bhooton mein – 2
Humra bhooton mein naam re – 2
Chalao na naino se baan re
Jaan lelo na jaan re
(Maari gulati haye mora jiya
Mori kalaahi na modh piya) – 2
Tori kalaahi na chodenge hum
Tore bin hum adhoorein hai ram kasam
Kahin nikal na jaaye – 4
Humri body se – 3 praan re
Humri body se praan re
Shaamil na ho – 4
Humra bhooton mein – 2
Humra bhooton mein naam re – 2
Chalao na naino se baan re
Jaan lelo na jaan re – 3
(Vaani teri badi garma garam
Jaa besharam mohe aaye sharam) – 2
Sharmo haya ki chodo fikar
Zindagi chaar din ki mere humsafar
Kahin nikal na jaaye – 4
Humri body se – 3 praan re
Humri body se praan re
Shaamil na ho – 4
Humra bhooton mein – 2
Humra bhooton mein naam re – 2
Chalao na naino se baan re
Jaan lelo na jaan re – 3
| Movie | Bol Bachchan |
| Singer | Himesh Reshammiya, Shreya Ghoshal |
| Music Composer | Himesh Reshammiya |
| Lyricist | Swanand Kirkire |