Khwaabo ki lehre khushiyo ke saye
Khushbu ki kirne dheeme se gaaye
Yahi to hai humdum wo sathi wo dilbar wo yaar
Yado ke nazuk paro pe chala aaya pyar
Chala aaya pyar
Chala aaya pyar
Khwaabo ki lehre khushiyo ke saye
Khushbu ki kirne dheeme se gaaye
Yahi to hai humdum wo sathi wo dilbar wo yaar
Yado ke nazuk paro pe chala aaya pyar
Chala aaya pyar
Chala aaya pyar
Mohabbat ka dariya ajuba nirala
Jo taira wo paya kabhi na kinara
Mohabbat ka dariya ajuba nirala
Jo taira wo paya kabhi na kinara
Jo bekhauf dooba wahi to pahunch paya paar
Yado ke nazuk paro pe chala aaya pyar
Chala aaya pyar
Chala aaya pyar
Kabhi zindagi ko sanware sajaye
Kabhi maut ko bhi gale se lagaye
Kabhi zindagi ko sanware sajaye
Kabhi maut ko bhi gale se lagaye
Kabhi jeet uski hai sab kuch gaya wo jo haar
Yado ke nazuk paro pe chala aaya pyar
Chala aaya pyar
Chala aaya pyar
Khwaabo ki lehre khushiyo ke saye
Khushbu ki kirne dheeme se gaaye
Yahi to hai humdum wo sathi wo dilbar wo yaar
Yado ke nazuk paro pe chala aaya pyar
Chala aaya pyar
Chala aaya pyar
| Movie | Aashayein |
| Singer | Mohit Chauhan |
| Director | Nagesh Kukunoor |
| Music Composer | Salim Sulaiman |
| Lyricist | Mir Ali Husain |
| Star Cast | Vikram Inamdar, Sonali Sachdev, Nagesh Kukunoor, Master Ashwin Chitale, Sonal Sehgal, Shreyas Talpade, Prateeksha Lonkar, John Abraham, Girish Karnad, Farida Jalal, Sharad Wagh, Anaitha Nair |

