Chakoree Kaa Chanda Se Pyar Lyrics | Daaman | Lata Mangeshkar | K Dutta

Chakoree kaa chanda se pyar – (4)

Pyaree pyaree aankho peh aankhe nisar, aankhe nisar, aankhe nisar
Chakoree kaa chanda se pyar – (2)

Ho o o………..
Yeh rate suhanee yeh pyara sama – (2) ha an
Mohabbat divanee umange jawan aa aa aa……… – (2)
Chhin liya aankho ne dil kaa karar, dil kaa karar, dil kaa karar
Chakoree kaa chanda se pyar – (2)

Lagan se teree hoke mai chur chur aa aa aa aa aa……..
Jaloon apnee hee aag me dur dur dur dur ho o o…….
Chhote se mere dil me arman hajar, arman hajar, arman hajar
Chakoree kaa chanda se pyar – (2)

Ho o o
Wafa tum karoge naa manenge ham, ho o
Hamare ho tum kaho khake kasam, aa aa a
Hasino key wado kaa kya aitabar, kya aitabar, kya aitabar
Chakoree kaa chanda se pyar – (2)

Chakoree kaa chanda se pyar – (2)

MovieDaaman
SingerLata Mangeshkar
Music ComposerK Dutta
LyricistRaja Mehdi Ali Khan

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *