Chaka Chak Lyrics | Atrangi Re | Shreya Ghoshal

Chaka Chak Lyrics | Atrangi Re | Shreya Ghoshal

Haaye chaka chak
Chaka chak hai tu
Haaye chaka chak
Chaka chak hoon main

Haaye chaka chak
Chaka chak hai tu
Haaye chaka chak
Chaka chak hoon main

Tapti dopahari si
Ladki gilhari si
Meri jaisi chahiye
Tere jaise ko

Phoolon wali dali bhi ho
Chumma bhi ho gaali bhi ho
Bolo kaisi chahiye
Tere jaisi ko

Palang toot-ta pehli raat
Saara mohalla karta awaaz
Hui chaubare mein barsat
Kaun wahan tha kiske sath

Haaye chaka chak
Chaka chak hai tu
Haaye chaka chak
Chaka chak hoon main

Haaye chaka chak
Chaka chak hai tu
Haaye haaye chaka chak
Chaka chak hoon main

Mujhe tumhare nakhre wakhre
Pyare hain pyare hain
Tujhe hai bhaye latke jhatke
Mere ji mere ji

Mari hoon main
Mari hoon main
Ab tere ishq bukhar mein

Rakh le na rakh le na
Rakh le na rakh le na
Rakh le dil pyar mein

Haaye chaka chak
Chaka chak hai tu
Haaye chaka chak
Chaka chak hoon main

Mere wala mere wala
Mere wala tu
Tere wali tere wali
Tere wali main

Haaye chaka chak
Chaka chak hai tu
Haaye chaka chak
Chaka chak hoon main

Mere wala mere wala
Mere wala tu
Haaye tere wali tere wali
Tere wali main.

MovieAtrangi Re
SingerShreya Ghoshal
DirectorAanand L. Rai
Music ComposerA R Rahman
LyricistIrshad Kamil
Star CastAkshay Kumar, Dhanush, Sara Ali Khan
LabelT-Series

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *