O bichhua
Hay re
Pipal chhaiya
Baithi pal bhar
Ho dhar ke gagariya
Hay re – 4
Hoy oy oy oy oy
(O daiya re daiya re
Chadh gayo papi bichhua) – (2)
(O hay-hay re mar gai
Koi utaro bichhua) – (2)
(O daiya re daiya re
Chadh gayo papi bichhua) – (2)
Kaiso re papi bichhua bichhua – 2
(O daiya re daiya re
Chadh gayo papi bichhua) – (2)
Ho ho o
Mantar pherun hu
Komal kaya o
Chhod ke ja re
Chhu
Jaa re – 3
Hoy oy oy oy oy
(O aur bhi chadh gayo
Na gayo papi bichhua) – (2)
Kaisi aag laga gayo papi bichhua
O kaisi aag laga gayo papi bichhua
Sare badan pe chha gayo papi bichhua – 2
Kaiso re papi bichhua bichhua – 2
(O daiya re daiya re
Chadh gayo papi bichhua) – (2)
O hay re
Mantar jhutha
Ha baid bhi jhutha
Ho piya ghar aa re
Aa re – 4
Oy oy oy oy
(O dekho re dekho re
Dekho utar gayo bichhua) – (2)
He tut ke rah gayo
Dank utar gayo bichhua
O tut ke rah gayo
Dank utar gayo bichhua
Saiya ko dekh ke
Jane kidhar gayo bichhua
O saiya ko dekh ke
Jane kidhar gayo bichhua
Kaiso re papi bichhua bichhua – 2
(O daiya re daiya re
Chadh gayo papi bichhua) – (2)
(O hay-hay re mar gai
Koi utaro bichhua) – (2)
| Movie | Madhumati |
| Singer | Lata Mangeshkar, Prabodh Chandra Dey |
| Music Composer | Salil Chowdhury |
| Lyricist | Shailendra |