Chaahe Paas Ho Lyrics  | Samrat Chandragupt | Bharat Bhushan, Nirupa Roy | Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi | Kalyanji Virji Shah

Chaahe Paas Ho Lyrics | Samrat Chandragupt | Bharat Bhushan, Nirupa Roy | Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi | Kalyanji Virji Shah

Chahe pas ho chahe dur ho
Mere sapno ki tum tasvir ho
Chahe pas ho chahe dur ho
Mere sapno ki tum tasvir ho

O pardesi bhul na jana
Hamne kiya tujhe dil nazrana
O pardesi bhul na jana
Hamne kiya tujhe dil nazrana
Dil ye hamara tune ne jana
Sikha hai hamane bhi wada nibhana
Vada nibhana
Chahe pas ho chahe dur ho
Mere jiwan ki tum takdir ho
Chahe pas ho chahe dur ho
Mere sapno ki tum tasvir ho

Jab tak chamke chand sitare
Ham hai tumhare, tum ho hamare
Jab tak chamke chand sitare
Ham hai tumhare, tum ho hamare
Sagar ki ye lahar pukare
Mil ke rahege dono kinare
Dono kinare
Chahe pas ho chahe dur ho
Mere sapno ki tum tasvir ho
Chahe pas ho chahe dur ho
Mere jiwan ki tum takdir ho
Chahe pas ho chahe dur ho
Mere sapno ki tum tasvir ho.

MovieSamrat Chandragupt
SingerLata Mangeshkar, Mohammed Rafi
DirectorBabubhai Mistri
Music ComposerKalyanji Virji Shah
LyricistBharat Vyas
Star CastBharat Bhushan, Nirupa Roy, Lalita Pawar, B M Vyas, Anwar Hussan, Samar Roy, Krishan Kumari, Ulhas, Dalpat
LabelSaregama

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *