Bujh Gaya Dil Lyrics | Dilkush | Sonali Jalota | Sonali Jalota | Anup Jalota

Bujh gaya dil hayat baaki hain
Bujh gaya dil hayat baaki hain
Chhup gaya chaand raat baaki hain
Bujh gaya dil hayat baaki hain

Haale dil unse keh chuke saubaar
Haale dil unse keh chuke saubaar
Haale dil unse keh chuke saubaar
Ab bhi kehne ki baat baaki hain
Ab bhi kehne ki baat baaki hain
Bujh gaya dil hayat baaki hain

Raat baaki thi jab woh bichhade the
Raat baaki thi jab woh bichhade the
Raat baaki thi jab woh bichhade the
Kat gayi umra raat baaki hain
Kat gayi umra raat baaki hain
Bujh gaya dil hayat baaki hain

Na woh dil hain na woh shabaab khumaar
Na woh dil hain na woh shabaab khumaar
Na woh dil hain na woh shabaab khumaar
Kis liye ab kheyaat baaki hain
Kis liye ab kheyaat baaki hain
Bujh gaya dil hayat baaki hain
Chhup gaya chaand raat baaki hain
Bujh gaya dil hayat baaki hain.

MovieDilkush
SingerSonali Jalota
Music ComposerAnup Jalota
Star CastSonali Jalota
LabelDecca Label, Universal Music

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *